Naat - Tajdar-e-Haram |Lyrics in English | Atif Aslam
Qismat mein meri chayn se jeena likh de Doobey na kabhi mera safina likh de Jannat bhi gawarrah hai magar meray liye Ae Kaatib -e- Taqdeer Madina likh de Tajdar-e-Haram Tajdar-e-Haram , ho Nigah e Karam Tajdar-e-Haram , ho Nigah e Karam Hum gareebo k din bhi sanwar jaayen gay Hami ye bekasan kya kahe ga jahan Hami ye bekasan kya kahe ga jahan Aap k dar se khali agar jayenge Tajdar-e-Haram Tajdar-e-Haram Koi apna nahin gum k maray hai hum Koi apna nahin gum k maray hai hum Ap k dar pe fariyad laaye hai hum Ho Nigah e Karam warna chaukhat pe hum Ho Nigah e Karam warna chaukhat pe hum Aap ka naam le le k mar jayenge Tajdar-e-Haram Tajdar-e-Haram Kya tumse kahun ae Rab k kuar Tum jaantay mann ki ye batiyan Daar e Furqat to aaye ummi Laqab kaate na katti ab ratiyan Tohri preet mein Sud-Bud sab bisri Kab tak rahegi ye bekhabri Gaahe Big-Haan duzdeedah nazar Kabhi sun bhi tou lo hamari batiyan Aap k dar se koi na khali gaya Aap k dar se koi na khali gaya Aap k dar se koi na khali g...