Naat - Tajdar-e-Haram |Lyrics in English | Atif Aslam
Doobey na kabhi mera safina likh de
Jannat bhi gawarrah hai magar meray liye
Ae Kaatib -e- Taqdeer Madina likh de
Tajdar-e-Haram
Tajdar-e-Haram , ho Nigah e Karam
Tajdar-e-Haram , ho Nigah e Karam
Hum gareebo k din bhi sanwar jaayen gay
Hami ye bekasan kya kahe ga jahan
Hami ye bekasan kya kahe ga jahan
Aap k dar se khali agar jayenge
Tajdar-e-Haram
Tajdar-e-Haram
Koi apna nahin gum k maray hai hum
Koi apna nahin gum k maray hai hum
Ap k dar pe fariyad laaye hai hum
Ho Nigah e Karam warna chaukhat pe hum
Ho Nigah e Karam warna chaukhat pe hum
Aap ka naam le le k mar jayenge
Tajdar-e-Haram
Tajdar-e-Haram
Kya tumse kahun ae Rab k kuar
Tum jaantay mann ki ye batiyan
Daar e Furqat to aaye ummi
Laqab kaate na katti ab ratiyan
Tohri preet mein Sud-Bud sab bisri
Kab tak rahegi ye bekhabri
Gaahe Big-Haan duzdeedah nazar
Kabhi sun bhi tou lo hamari batiyan
Aap k dar se koi na khali gaya
Aap k dar se koi na khali gaya
Aap k dar se koi na khali gaya
Apne daman ko bhar k saawali gaya
O...Apne daman ko bhar k saawali gaya
O Habib e Hazeen
O Habib e Hazeen Par bhi Aaqa nazar warna
Auraaq a Hasti bikhar jayenge
O Habib e Hazeen Par bhi Aaqa nazar warna
Auraaq a Hasti bikhar jayenge
Tajdar-e-Haram
Tajdar-e-Haram
Maikasho aao aao Madine chaley
Madine chaley Madine chaley Madine chaley
Aao Madine chale Aao Madine chale
Isi mahinay chale Aao Madine chaley
Aao Madine chale Aao Madine chale
Isi mahinay chale Aao Madine chaley
Tajjalliyon ki Ajab hai fizza Madine mein
Tajjalliyon ki Ajab hai fizza Madine mein
Nigah e Shauq ki hai inteha Madine mein
Nigah e Shauq ki hai inteha Madine mein
Ghum e Hayyat na Khauf e Qaza Madine mein
Ghum e Hayyat na Khauf e Qaza Madine mein
Namaaz e Ishq karenge aada Madine mein
Namaaz e Ishq karenge aada Madine mein
Barah -e- Rass hai Rah- e -khuda Madine mein
Aao Madine chale Aao Madine chale
Isi mahinay chale Aao Madine chaley
Maikasho aao aao Madine chaley
Maikasho aao aao Madine chaley
Dast e Saqiye kausar se peene chalen
Yaad rakho agar Yaad rakho agar
Yaad rakho agar Yaad rakho agar
Uth gayi ek nazar
Jitne khaali hain sab jaam bhar jayenge
Yaad rakho agar uth gayi ek nazar
O nazar jitne khaali hain sab jaam bhar jayenge
Tajdar-e-Haram
Tajdar-e-Haram
Khauf e Toofan hai Bijliyon ka hai darr
Khauf e Toofan hai Bijliyon ka hai darr
Sakht mushkil hai Aaqa kidhar jaaye hum
Sakht mushkil hai Aaqa kidhar jaaye hum
Aap hi gar na lenge hamari khabar
Hum musibat k marre kidhar jayenge
Aap hi gar na lenge hamari khabar
Hum musibat k marre kidhar jayenge
Tajdar-e-Haram
Tajdar-e-Haram
Ya Mustafa Ya Mujtaba
Irhhum lana Irhhum lana
Dast e Hama bechara rah
Dama tuhi Dama tuhi
Man Asiyam Man Ajizam
Man Bekasam Man Haal e Mara
Pursan tuhi Pursan tuhi
Pursan tuhi Pursan tuhi
Ae Mushtbe Zum Barfishan
Paike Naseem -e- Subha dam
Ae charagar Isanavas
Ae mun se beemar e gham
Ae Qasid e Purkhandapaye
Tujh ko usi gul ki kasam
Innal tayaree has saba
Yauman ila Arbil haram
Balligh salami roza tan
Fi-han Nabi -al -Mohtaram
Tajdar-e-Haram ho Nigah e Karam
Tajdar-e-Haram ho Nigah e Karam
Hum gareebo k din bhi sanwar jaayen gay
Hami ye bekasan kya kahe ga jahan
Hami ye bekasan kya kahe ga jahan
Aap k dar se khali agar jayenge
Tajdar-e-Haram
Tajdar-e-Haram


Comments
Post a Comment